Saalte hain jab
Labon par tanhai ki kasak,
Uski bandagi mein
Ab din gujarte hain
Us sama ko kya kahe
Jiski aag,
Lalten ki chimni se
Nasib paati hai
Bahut dekh li
Zamane ki berukhi,
Ab to saikil sawaar ko bhi
Motorcycle ki aawaz azib lagti hai
Kaun kahta hai, ki
College mein class nahi hoti,
Zate waqt bhi, Loyola Hall se
Tak tak ki aawaz sunai deti hai
Mante hai enayat unki hai, par
Zab lagti hai
Fine gairhaziri ki,
Attendance sheet lahuluhan ho jati hai
Raushani se raushan rahe
Dua ka taz pahan,
Parisar me basti hai jiski mahak,
Wo, raat ki Rani hai
Labon par tanhai ki kasak,
Uski bandagi mein
Ab din gujarte hain
Jiski aag,
Lalten ki chimni se
Nasib paati hai
Zamane ki berukhi,
Ab to saikil sawaar ko bhi
Motorcycle ki aawaz azib lagti hai
College mein class nahi hoti,
Zate waqt bhi, Loyola Hall se
Tak tak ki aawaz sunai deti hai
Zab lagti hai
Fine gairhaziri ki,
Attendance sheet lahuluhan ho jati hai
Dua ka taz pahan,
Parisar me basti hai jiski mahak,
Wo, raat ki Rani hai
No comments:
Post a Comment