Thursday, March 22, 2018

kaho na

kaho na
kaho na man ki baat
Ki stabdh Hai koi
Jirah karne ke liye
 
kaho na 
kaho na bharbharai aankho se
Ki roshani jati hai
kaha Suni hone ke baad 

Kaho na
Kaho na lahron ki unchai se
Ki duboti kasti see 
Manzhi ka nishaan mitata hai koi 

Kaho na
Kaho na aasman se 
Ki namaaz ada karte waqt
Meri sans ko kabr me mahfuj rakhana

Kaho na
Kaho na jamane ke paiband vichaaron see 
Ki phate puraane jism me 

Paajeb rakhata hun khanan abhi she's hai

No comments: