Kitni baar in nam,
Bujhati aankho se
chuaa tha, andhere mein
In komal si gahraiyon ko.
Kabhi to Phalsapha enka
Badal dale ga jivan ki
Saccaiyaon ko
Marne talak to bharosa
Manzile tamam thi
Lekin kambakth, usi ka
Aasara tut gaya, Jisne
Pattharo mein tarasha tha
Ek nagma-e-lakeer, ki:
Jindagi maut ka intekaam thi!
Bujhati aankho se
chuaa tha, andhere mein
In komal si gahraiyon ko.
Kabhi to Phalsapha enka
Badal dale ga jivan ki
Saccaiyaon ko
Marne talak to bharosa
Manzile tamam thi
Lekin kambakth, usi ka
Aasara tut gaya, Jisne
Pattharo mein tarasha tha
Ek nagma-e-lakeer, ki:
Jindagi maut ka intekaam thi!
No comments:
Post a Comment