Thursday, April 11, 2013

APHSAANA-e-GUM

Bandiso ki alaap par
Raag bhi roushan karegi
Aphsaana-a-gum
Warna kis kaam ka tha
Yeh panapta aur bikharta
Tarannum jahan hamara

Sazada-e-sar
Talasti hai bikhre pal
Gali-gali, dwar-dwar
Warna kise pari thi
Chaubiso namazne ki

Wahi dhak Ke teen paat
Muflisi udhaar chadhti rahi
Kabhi us paar, kabhi es paar
Maut par kaun aayega
Marhum ko sazaa dene
Baarat abhi sajni hai

No comments: