Monday, October 12, 2020

Lahron ki hansi

 


Lahron ki hansi par
Kabhi ethlata hun mai
Kabhi khwab ban 
Asma se baras jata hun mai 

Waqt ki sargosi se
Paiham hai rat aur din ka hona 
Chand lamhon par
nidhal sa pare rahna

Gairat me amada hai 
Ruh ka phikramand hona 
Warna samudar me
Ye tuphan sa kyun hai 



No comments: