Thursday, March 22, 2018

paap ka posak

kaun se paap ka posak 
hun mai 
mrityu tanz kasti hai 
munder par kaak ki tarah

kiska sarmaya hun
fan me zahar lapete huye 
Is larzis e thand mein
Ruh kaapti hai

Kaun se shabdon ko 
Kanth me siharte ho 
Juban akatya nila Hai 

Aur phuphkarte ho 

No comments: